Mola Hussain Ne Mola Abbass Ki Shan Mein
Maidan-E-Karbala Main Farmaya
Paiman-E-Anwar-E-Jali Bhej Raha Hun
Main Khud Hun Wali Or Wali Bhej Raha Hun
Tum Ne Mujhe Is Dor Ka Samjha Hay Muhammad (Un Pe Durud-O-Salam)
Main Apny Zamanay Ka Ali Bhej Raha Hun